साधुओँ के प्रति हमारे दायित्व - Rajput Unity
Headlines News :
Home » , » साधुओँ के प्रति हमारे दायित्व

साधुओँ के प्रति हमारे दायित्व

Written By Unknown on Tuesday, June 11, 2013 | 10:43 PM

sampurn sansar m bharat bhumi dev bhumi k rup me sarvatr vikhyat rahi h anadikal s sanatan dharm ki punya dhara yaha sattm pravahit hoti rahi h samya samya par jagdishvar sawam nar rup me avtarit hokar satvik dhara prvahit karke gaye rishi muni evam santjano dwara bhakti ki punyamayi dhara aviral apne sandesho dwara pravahit rakhi h agyan , papachar , dushkarm ka samajik unmulan karne m sant jano ka atyant mahatpurn yogdan raha h barbar janam maran ke dushchakra s sada sarvada mukti ka path keval humare santjano n hi chirantar shashvat param bharm k sakshatkar k rup m darshaya h bharat bhumi k alwa kahi b jivan ki kshanbhangurta ka rahsay evam usme mukti ka aisa sandesh kahi b nahi milta sabhi pantho me ishvar k dut ki parikalpna h kintu is dhara dham par to swam bhagwan avtarit hue h

yah sanatan dharm ki vishsta h ki yha bhinn bhinn samya par bhinn bhinn rupo m santo ne samaj ko ishvar sakshatkar janam marn s chutkara pane sandesh alag alag bhashao m samaj k sabhi vargo hetu sahaj rup m pradan kiya
aisi sthiti m hum samajik praniyo ka b kuch kartavya banta h hume unki pratistha evam prerna dono ko dhyan m rakhkar santo k prati aachran karna chahiye is ghor kalyug me jaha papachar nirantar prvahit h vaha hume keval namadhar par nirbhar rahna padta h vah keval prabhu v guru ki kripa s hi sambhavit h us prerna ko sakar karne me santo ka vishes yogdan h hume jaha ek or santo ki man maryada evam pratistha rakhne m apni or s tan man dhan s pryas karne chahiye vahi unki prerna rupi shasvat stya ko apne vahvahar m utarkar apne jivan ko dhany banana karna chahiye
bin hari kripa milahi nahi santa

aisa kehte h ki jb hume santo ka sang mil raha to unke dwara bataye gaye marg par chalne ka anusaran karne ka nirbadh paryas karna humara dayitv h keval sadhu seva ka arth rupya , sharm rup m hi nahi apitu man m anusharan karte hue apni dincharya nidharit karni chahiye mansa vacha karmna nishpap aachran evam prabhu bhajan tatha sadhu satsang s hi jivan dhanya ho sakta h anya koi vikalp nahi h bhagvan ka samran karne wala har samya santust rahne vala puja karne vala bhagvan ka bhakt anayas hi chandal tak ko b pavitra kar deta h


Rahul singh shekhawat

Share this article :

No comments:

Post a Comment

 
Support : Blogger Themes Gallery

Copyright © 2015. Rajput Unity - All Rights Reserved
Template Created by My Blogger Templates Published by Free Blogger Templates

Proudly powered by Blogger